Me Shayeri Q Likhti Hoon Ye Mujhe Nahi Pata,Magar Shayeri K Maadyam Se Me Aap Sabhi Ko Kuch Mehsus Kerana Chahti Hoon,Jaise Prem - Pira - Pehchaan Or Parichay,Jab Tanhai Me Apne Under Ki Aatmaa Ko Mehsus Karti Hoon,Tab Anubhurtiyaan Ek Dard Sa Man Hi Man Me Sisakta Rehta Hai,Jise Maine Apne Dill Se Anubhurti Kar Shayeri K Maadhyam Se Kavita K Zariye Logon Tak Pahunchaane Ki Koshish Ki Hai,Shayeri Likhna Koi Mazaak Nahi,Dill Se Shayeri Likhte Waqt Aansu Aa Jaate Hai...
~ ~ Sadah Bahar ~ ~
free counters

Vote This Page

Monday 28 January 2013


हर पल हँसने मुस्कराने का नाम है जिवन , फ़क्त साँस लेने से जिंदा नहीँ ।।
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
किसी टूटे दिल की आवाज़ सुनी है तुमने ? नहीं ! बड़े खुशकिस्मत हो यारा । मैने तो सह लिया दर्द अपनी तकदीर का इनाम समझकर , यकीन नही ! तुम भी इश्क कर के देख लो ।।
Chehra

Derd Ke Samundar Ko Sene Me Dabaye Baitha Hun,
Apne Akhon Ke Aansuaoon Ko Tabassum Me Cupaye Baitha Hun.
Ye Kon Kahta Hai Hansta Hua Chehra Hai Mera,
Ye To Wo Derd Hai Jise Apne Chahre Se Cupaye Baitha Hun…Aap doston ke khaatir....

Sadah Bahar


http://youtu.be/5kd7C8fMmss 

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...