Me Shayeri Q Likhti Hoon Ye Mujhe Nahi Pata,Magar Shayeri K Maadyam Se Me Aap Sabhi Ko Kuch Mehsus Kerana Chahti Hoon,Jaise Prem - Pira - Pehchaan Or Parichay,Jab Tanhai Me Apne Under Ki Aatmaa Ko Mehsus Karti Hoon,Tab Anubhurtiyaan Ek Dard Sa Man Hi Man Me Sisakta Rehta Hai,Jise Maine Apne Dill Se Anubhurti Kar Shayeri K Maadhyam Se Kavita K Zariye Logon Tak Pahunchaane Ki Koshish Ki Hai,Shayeri Likhna Koi Mazaak Nahi,Dill Se Shayeri Likhte Waqt Aansu Aa Jaate Hai...
~ ~ Sadah Bahar ~ ~
free counters

Vote This Page

Monday 28 January 2013

Mere Mitne Ke Baad



Me Apni Zindagi Se Payi Jo Dard;wo SabTumhara Diya Hai,
Tum Mere Hamdard Ho Or Hamraaz Bhi Fir Kyu Tadpate Ho Tum Hume,
Ye Batao Hume Dard Dene Me Or Tadpane Se Tumhe Kya Milta Hai,
Tum Jitna Bhi Mujhe Tadpaao Me Utna Hi Tumhe Pyaar Karte Rahungi, 
Mujhe Jalane Ki Koshish Na Karna,Me Wo Aag Hoon,Galat Tarike Se Apnaoge To Bhasm Ho Jaaoge, 
Fir Bhi Apni Sachchaiyon Ka Yakin Tumko Dilate Raungi Kyu Ki Mera Pyaar Tum Ho Or Mera Pyaar Nih: Swarth Hai ,Tum Jo Kar Rahe Ho Kya Sach Kya Jhoot Ye Mujhe Nahi Pata Par Mera Dill Sab Janta Hai,Hakikat Aayega Samne Mere Mitne Ke Baad,

Sadah Bahar

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...