Me Shayeri Q Likhti Hoon Ye Mujhe Nahi Pata,Magar Shayeri K Maadyam Se Me Aap Sabhi Ko Kuch Mehsus Kerana Chahti Hoon,Jaise Prem - Pira - Pehchaan Or Parichay,Jab Tanhai Me Apne Under Ki Aatmaa Ko Mehsus Karti Hoon,Tab Anubhurtiyaan Ek Dard Sa Man Hi Man Me Sisakta Rehta Hai,Jise Maine Apne Dill Se Anubhurti Kar Shayeri K Maadhyam Se Kavita K Zariye Logon Tak Pahunchaane Ki Koshish Ki Hai,Shayeri Likhna Koi Mazaak Nahi,Dill Se Shayeri Likhte Waqt Aansu Aa Jaate Hai...
~ ~ Sadah Bahar ~ ~
free counters

Vote This Page

Monday, 28 January 2013

" Dua"



" Dua" Mile Bado Se,
" Sath" mile Apno se,
" Khushiya" Mile jag Se, 
" Rehmat" mile Rab se,
" Yahi Dua hai hmaari ab se,
" Har Raah Aasan Ho,
" Har Raah Pe Khushiya Ho,
" Har Din Khubsoorat Ho,
" Aisa Hi Poora Jivan Ho,
" Yahi Har Din Meri Dua Hai,
" Aisa Hi Aap ki Har birthday Ho!!!
" Baar Baar Yeh Din Aaye,
" Ki Aap Khush rahe sab se..Jayada.!!!
" Sadah Phool Bankar Muskarana Zindagi Me,
" Bahar Bankar Gum Bhulana Zindagi Rahon Me,
" Jeet Kar Koi Khush Ho To Kya Hua,
" Haar Kar Khushiya Manana Bhi Zindagi hai ,
" Apki 50th birthday Sone Jaise Ujjwal Rahe 
'' Heera Jaise Chamakte Or Jagmagaate Rahiye 
" Happy Birthday To U.........
'' may god bless u 

" sadah bahar"

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...