Me Shayeri Q Likhti Hoon Ye Mujhe Nahi Pata,Magar Shayeri K Maadyam Se Me Aap Sabhi Ko Kuch Mehsus Kerana Chahti Hoon,Jaise Prem - Pira - Pehchaan Or Parichay,Jab Tanhai Me Apne Under Ki Aatmaa Ko Mehsus Karti Hoon,Tab Anubhurtiyaan Ek Dard Sa Man Hi Man Me Sisakta Rehta Hai,Jise Maine Apne Dill Se Anubhurti Kar Shayeri K Maadhyam Se Kavita K Zariye Logon Tak Pahunchaane Ki Koshish Ki Hai,Shayeri Likhna Koi Mazaak Nahi,Dill Se Shayeri Likhte Waqt Aansu Aa Jaate Hai...
~ ~ Sadah Bahar ~ ~
free counters

Vote This Page

Thursday 2 February 2012

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Aankhein ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

Kuch Baat Na Ho Jab Aise Hi,
Num Aankhein Tumhaari Ho Jaye,
Tum Baat Kahi Par Karte Ho,
Or Dill Kahi Par Kho Jaye,
Jazbaat Ke Aise Aalam Me,
Muskaan Labon Pe Bhar Lena,
Hum Yaad Tumhe To Karte Hai,
Tum Yaad Hume Bhi Kar Lena.

~ ~ Sadah Bahar ~ ~ 

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...