Me Shayeri Q Likhti Hoon Ye Mujhe Nahi Pata,Magar Shayeri K Maadyam Se Me Aap Sabhi Ko Kuch Mehsus Kerana Chahti Hoon,Jaise Prem - Pira - Pehchaan Or Parichay,Jab Tanhai Me Apne Under Ki Aatmaa Ko Mehsus Karti Hoon,Tab Anubhurtiyaan Ek Dard Sa Man Hi Man Me Sisakta Rehta Hai,Jise Maine Apne Dill Se Anubhurti Kar Shayeri K Maadhyam Se Kavita K Zariye Logon Tak Pahunchaane Ki Koshish Ki Hai,Shayeri Likhna Koi Mazaak Nahi,Dill Se Shayeri Likhte Waqt Aansu Aa Jaate Hai...
~ ~ Sadah Bahar ~ ~
free counters

Vote This Page

Sunday, 19 February 2012

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Dost ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

Chaand Se Jab Mulakaat,
Hoti Hai Roz Humaari,
Aapke Baari Me Unse,
Kuch Baat Hoti Hai Humaari,
Wo Kehetein Hai Ki Humaare Paas,
Khubsurat Sitaarein Hai,
Me Keheti Hoon Ki Unse,
Bhi Khubsurat Dost Humaarein Hai.

~ ~ Sadah Bahar ~ ~ 

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...