Me Shayeri Q Likhti Hoon Ye Mujhe Nahi Pata,Magar Shayeri K Maadyam Se Me Aap Sabhi Ko Kuch Mehsus Kerana Chahti Hoon,Jaise Prem - Pira - Pehchaan Or Parichay,Jab Tanhai Me Apne Under Ki Aatmaa Ko Mehsus Karti Hoon,Tab Anubhurtiyaan Ek Dard Sa Man Hi Man Me Sisakta Rehta Hai,Jise Maine Apne Dill Se Anubhurti Kar Shayeri K Maadhyam Se Kavita K Zariye Logon Tak Pahunchaane Ki Koshish Ki Hai,Shayeri Likhna Koi Mazaak Nahi,Dill Se Shayeri Likhte Waqt Aansu Aa Jaate Hai...
~ ~ Sadah Bahar ~ ~
free counters

Vote This Page

Sunday 19 February 2012

Aapka Hi Charcha Hai Har Gali Me

Aapka Hi Charcha,
Hai Har Gali Me,
Har Ladki Dill Se,
Aapko Chahti Hai,
Ye Koi Chamatkaar Nahi,
Waqt Hi Aisa Hai,
Q Ki Kuch Hi Dino Me,
Raakhi Ka Tayohar Hai,
Aapke Jaisa Hasin Or,
Hasmukh Ladka Or Mila Hi Nahi,
Issiliye Ladkiyaan,
Dill Se Aapko Chahti Hai.

~ ~ Sadah Bahar ~ ~ 

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...