Me Shayeri Q Likhti Hoon Ye Mujhe Nahi Pata,Magar Shayeri K Maadyam Se Me Aap Sabhi Ko Kuch Mehsus Kerana Chahti Hoon,Jaise Prem - Pira - Pehchaan Or Parichay,Jab Tanhai Me Apne Under Ki Aatmaa Ko Mehsus Karti Hoon,Tab Anubhurtiyaan Ek Dard Sa Man Hi Man Me Sisakta Rehta Hai,Jise Maine Apne Dill Se Anubhurti Kar Shayeri K Maadhyam Se Kavita K Zariye Logon Tak Pahunchaane Ki Koshish Ki Hai,Shayeri Likhna Koi Mazaak Nahi,Dill Se Shayeri Likhte Waqt Aansu Aa Jaate Hai...
~ ~ Sadah Bahar ~ ~
free counters

Vote This Page

Saturday 18 February 2012

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Ashq ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

Palkon Pe Aake,
Rukhjaate Hai Ye Ashq,
Tanha Paakar Behe,
Jaate Hai Ye Ashq,
Dill To Bahut Keheta Hai Ae Gum,
Unko Bataaye Hum,
Ae Dill Kya Kuch,
Gum Unko Pesh Kare Hum,
Par Unko Muskuraata Dekh,
Sukh Jaate Hai Ye Ashq.

~ ~ Sadah Bahar ~ ~ 

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...