Me Shayeri Q Likhti Hoon Ye Mujhe Nahi Pata,Magar Shayeri K Maadyam Se Me Aap Sabhi Ko Kuch Mehsus Kerana Chahti Hoon,Jaise Prem - Pira - Pehchaan Or Parichay,Jab Tanhai Me Apne Under Ki Aatmaa Ko Mehsus Karti Hoon,Tab Anubhurtiyaan Ek Dard Sa Man Hi Man Me Sisakta Rehta Hai,Jise Maine Apne Dill Se Anubhurti Kar Shayeri K Maadhyam Se Kavita K Zariye Logon Tak Pahunchaane Ki Koshish Ki Hai,Shayeri Likhna Koi Mazaak Nahi,Dill Se Shayeri Likhte Waqt Aansu Aa Jaate Hai...
~ ~ Sadah Bahar ~ ~
free counters

Vote This Page

Friday 10 February 2012

~ ~ ~ ~ ~ ~ Fitrat Me ~ ~ ~ ~ ~ ~

Fitrat Me Nahi Humaare,
Mohobbat Me Aansu Bahaana,
Bewafaai Ko Unki,
Apni Yaadon Me Dohraana,
Do Pal Intezaar Ki,
Bhula Deti Hai Saare Gum,
Or Phir Kisi Naye Meheboob Ke, Talaash Me Nikal Parte Hai Hum.
~ ~ Sadah Bahar ~ ~

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...